About ToolKaro

ToolKaro ek free online tools website hai jahan PDF, image, audio, video aur SEO ke kaam ek hi jagah ho jate hain: merge, split, compress, sign, scan, background remove, QR code, GIF maker aur bohat kuch.

Hamara maqsad hai ke aam log, students aur chhote business bina app install kiye ya account banaye apna kaam jaldi kar sakein. Tools ka zyada tar kaam aapke browser mein hota hai, isliye aapki files aapke device se bahar nahi jati.

Sawal ya suggestion ho to Contact page dekhein.