Note: Ye tool text wali PDF ke liye hai β asal layout/design Word mein nahi aayega, sirf text aayega. Scanned PDF ke liye pehle Image to Text (OCR) tool istemal karo.
Text wali PDF ko Word (.docx) file mein badlein taake text edit kar sako. ToolKaro ka ye tool free hai aur phone ya computer dono par chalta hai.
Kya PDF to Word Converter free hai?
Haan, bilkul free hai. Sign-up ya account ki zaroorat nahi.
Kya meri PDF kisi server par upload hoti hai?
Nahi. Saari processing aapke browser mein hoti hai, aapki file aapke device se bahar nahi jati.
Kya PDF ka design aur layout bhi Word mein aayega?
Nahi. Ye tool sirf text nikal kar Word file banata hai β table, columns aur design asal jaise nahi aayenge. Har page ka text Word mein alag page par aayega.
Meri PDF se text nahi aaya, kyun?
Shayad PDF scanned hai (photo wali PDF). Us ke liye pehle Image to Text (OCR) tool istemal karein.